Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Shamsur Rahman Faruqi's Photo'

Shamsur Rahman Faruqi

1935 - 2020 | Allahabad, India

Poet, fiction writer and one of the leading Urdu critics

Poet, fiction writer and one of the leading Urdu critics

Shamsur Rahman Faruqi

Article 54

Short story 4

Quote 24

Urdu ek chhoti zabaan hai aur umr bhi iski bahut kam hai. Iske bolne waalon ki koi siyaasi quwwat bhi nahi hai. Jaisi ki Arabi bolne waalon ki hai. Lekin phir bhi Urdu is waqt duniya ki chand eik zabaano mein se eik hai jo haqeeqi taur par bain-ul-aqwaami hain.

  • Share this

Tanqeed ka maqsad maaloomaat mein izaafa karna nahi balki ilm mein izaafa karna hai.

Tanqeed ka maqsad maaloomaat mein izaafa karna nahi balki ilm mein izaafa karna hai.

  • Share this

Adab mein ye koi shart nahi hai ki mahsoos ki hui baatein hi likhi jaaein. Adab to zabaan ka maamla hai. Zabaan mein jo izhaar mumkin hai woh adab ka izhaar ho sakta hai.

Adab mein ye koi shart nahi hai ki mahsoos ki hui baatein hi likhi jaaein. Adab to zabaan ka maamla hai. Zabaan mein jo izhaar mumkin hai woh adab ka izhaar ho sakta hai.

  • Share this

Duniya ki nigaahon mein to meri pehchaan aise naqqaad ki hai jisne adab ke har maidaan mein tanqeed ka haq ada kiya hai lekin jiske khayaalaat ne logon ko gumraah bhi kiya hai. Farq sirf ye hai ki duniya jise gumraahi qaraar deti hai main use raah-e-mustaqeem samajhta hoon.

Jab taaleem ke naam par khaandagi ki tausee' hone lagti hai to me'yaar mein zabardast inhitaat paida hota hai.

Jab taaleem ke naam par khaandagi ki tausee' hone lagti hai to me'yaar mein zabardast inhitaat paida hota hai.

  • Share this

interview 10

Sher-o-Shayari 1

banā.eñge na.ī duniyā ham apnī

tirī duniyā meñ ab rahnā nahīñ hai

banaenge nai duniya hum apni

teri duniya mein ab rahna nahin hai

  • Share this
 
Ghazal 20

Nazm 17

BOOKS 487

Videos 6

This video is playing from YouTube

Playing videos from section
Humorous

Shamsur Rahman Faruqi

jibra.iil-o-ibliis

jibra.iil Shamsur Rahman Faruqi

qatl kiye par Gussa kyaa hai laash mirii uThvaane do

Shamsur Rahman Faruqi

yagaangat

zamaane me.n ko.ii buraa.ii nahii.n hai Shamsur Rahman Faruqi

dil-e-naadaa.n tujhe hu.aa kyaa hai

Shamsur Rahman Faruqi

piyaa baaj pyaalaa piyaa jaa.e naa

Shamsur Rahman Faruqi

samundar kaa bulaavaa

ye sargoshiyaa.n kah rahii hai.n ab aa.o ki barso.n se tum ko bulaate bulaate mire Shamsur Rahman Faruqi

RELATED Blog

More Authors From "Allahabad"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now