aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Aalok Shrivastav's Photo'

Aalok Shrivastav

1971 | Noida, India

Eminent Poet and Lyricist

Eminent Poet and Lyricist

Aalok Shrivastav

Ghazal 20

Sher-o-Shayari 3

ye sochnā ġhalat hai ki tum par nazar nahīñ

masrūf ham bahut haiñ magar be-ḳhabar nahīñ

ye sochna ghalat hai ki tum par nazar nahin

masruf hum bahut hain magar be-KHabar nahin

aa ga.e haiñ ḳhvāb to phir jā.eñge kahāñ

ā.ankhoñ se aage un koī rahguzar nahīñ

aa hi gae hain KHwab to phir jaenge kahan

aaankhon se aage un ki koi rahguzar nahin

yahī to ek tamannā hai is musāfir

jo tum nahīñ to safar meñ tumhārā pyaar chale

yahi to ek tamanna hai is musafir ki

jo tum nahin to safar mein tumhaara pyar chale

 

More Poets From "Noida"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi

GET YOUR FREE PASS
Speak Now