aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

Aarsi

Ghazal 2

 

Nazm 2

 

Doha 9

jaisā us krodh hai vaisā us pyaar

alag alag hotī nahīñ do-dhārī talvār

jaisa us ka krodh hai waisa us ka pyar

alag alag hoti nahin do-dhaari talwar

  • Share this

dhyān rakhe chintā kare ye hai us riit

naarī ke sanvād ko samajh na lenā priit

dhyan rakhe chinta kare ye hai us ki rit

nari ke sanwad ko samajh na lena prit

  • Share this

kab tak Dhotī yaad tasvīroñ bhaar

itnī kīleñ Thok diiñ TuuT ga.ī dīvār

kab tak Dhoti yaad ki taswiron ka bhaar

itni kilen Thok din TuT gai diwar

  • Share this

yādeñ tirī na kaT sakīñ kaaT diye nāḳhūn

bhīñch bhīñch kar muTThiyāñ aane lagā thā ḳhuun

yaaden teri na kaT sakin kaT diye naKHun

bhinch bhinch kar muTThiyan aane laga tha KHun

  • Share this

nadiyā sūkhī duvesh priit kare badlāo

aar mil gayā paar se ḳhatm huā algāv

nadiya sukhi duwesh ki prit kare badlao

aar mil gaya par se KHatm hua algaw

  • Share this

More Poets From "Gurgaon"

Recitation

Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

GET YOUR PASS
Speak Now