Anjum Rehbar's Photo'

Anjum Rehbar

1962 - | Bhopal, India

Ghazal 6

Sher 7

dafnā diyā gayā mujhe chāñdī qabr meñ

maiñ jis ko chāhtī thī vo laḌkā ġharīb thā

dafna diya gaya mujhe chandi ki qabr mein

main jis ko chahti thi wo laDka gharib tha

 • Share this

tujh ko duniyā ke saath chalnā hai

mire saath chal na pā.egā

tujh ko duniya ke sath chalna hai

tu mere sath chal na paega

 • Share this

kuchh din se zindagī mujhe pahchāntī nahīñ

yuuñ dekhtī hai jaise mujhe jāntī nahīñ

kuchh din se zindagi mujhe pahchanti nahin

yun dekhti hai jaise mujhe jaanti nahin

Qita 8

More poets from "Bhopal"

 • Dr. Azam Dr. Azam
 • Nusrat Mehdi Nusrat Mehdi
 • Aqeel Jamid Aqeel Jamid
 • Murtaza Ali Shad Murtaza Ali Shad
 • Naseer Parwaz Naseer Parwaz
 • Kausar Siddiqi Kausar Siddiqi
 • Zauqi Bhopali Zauqi Bhopali
 • Ghausiya Khan Sabeen Ghausiya Khan Sabeen
 • Muslim Saleem Muslim Saleem
 • Manzar Bhopali Manzar Bhopali

Added to your favorites

Removed from your favorites