Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Farooq Nazki's Photo'

Farooq Nazki

1940 | Srinagar, India

Farooq Nazki

Ghazal 22

Nazm 11

Sher-o-Shayari 15

hisār-e-ḳhauf-o-hirās meñ hai butān-e-vahm-o-gumāñ bastī

mujhe ḳhabar nahīñ ki ab maiñ junūb meñ shumāl meñ huuñ

hisar-e-KHauf-o-hiras mein hai butan-e-wahm-o-guman ki basti

mujhe KHabar hi nahin ki ab main junub mein ya shumal mein hun

  • Share this

kāñch ke alfāz kāġhaz par na rakh

sañg-e-ma.anī ban ke Takrā.ūñgā maiñ

kanch ke alfaz kaghaz par na rakh

sang-e-mani ban ke Takraunga main

maiñ huuñ 'muztar' badan nagrī meñ

mere hisse meñ lā-makāñ likhnā

main hun 'muztar' badan ki nagri mein

mere hisse mein la-makan likhna

  • Share this

qadroñ hadeñ toḌ na.ī tarah nikāl

dam tujh meñ agar hai to bāġhī ho

qadron ki haden toD nai tarah nikal

dam tujh mein agar hai to baghi ho ja

  • Share this

sunā hai log vahāñ mujh se ḳhaar khāte haiñ

fasāna aam jahāñ merī bebasī hai

suna hai log wahan mujh se KHar khate hain

fasana aam jahan meri bebasi ka hai

BOOKS 4

 

More Poets From "Srinagar"

Recitation

Speak Now