1799 - 1867 | Lucknow, India
had se guzrā jab intizār tirā
maut kā ham ne intizār kiyā
had se guzra jab intizar tera
maut ka hum ne intizar kiya
sunā rahā huuñ nakīrain ko fasāna-e-hijr
savāl un ke judā haiñ mire javāb judā
suna raha hun nakirain ko fasana-e-hijr
sawal un ke juda hain mere jawab juda
ab to bāteñ bhī ho ga.iiñ mauqūf
arinī hai na lan-tarānī hai
ab to baaten bhi ho gain mauquf
arini hai na lan-tarani hai
Intikhab-e-Rashk
1983
Nafs-ul-Lugha
Part-001
1987
Sign up and enjoy FREE unlimited access to a whole Universe of Urdu Poetry, Language Learning, Sufi Mysticism, Rare Texts
Jashn-e-Rekhta | 2-3-4 December 2022 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate, New Delhi
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online