Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER
Nusrat Siddiqui's Photo'

Nusrat Siddiqui

1942 | Faisalabad, Pakistan

Nusrat Siddiqui

Ghazal 15

Sher-o-Shayari 6

kis zarūrat ko dabā.ūñ kise puurā kar luuñ

apnī tanḳhvāh ka.ī baar ginī hai maiñ ne

kis zarurat ko dabaun kise pura kar lun

apni tanKHwah kai bar gini hai main ne

bahut saste meñ insāñ bik rahe haiñ

hamāre haañ to mahñgā.ī nahīñ hai

bahut saste mein insan bik rahe hain

hamare han to mahngai nahin hai

  • Share this

kam nahīñ hue tire baare meñ tabsire

gunjā.isheñ bahut haiñ tire ḳhadd-o-ḳhāl meñ

kam hi nahin hue tere bare mein tabsire

gunjaishen bahut hain tere KHadd-o-KHal mein

  • Share this

tumheñ bhī hai agar dā'vā vafā

to phir koī bhī harjā.ī nahīñ hai

tumhein bhi hai agar da'wa wafa ka

to phir koi bhi harjai nahin hai

  • Share this

ye saare hārne vaale bhī mere apne haiñ

kahīñ maiñ ro na paḌūñ tāliyāñ bajāte hue

ye sare haarne wale bhi mere apne hain

kahin main ro na paDun taliyan bajate hue

  • Share this

BOOKS 1

 

More Poets From "Faisalabad"

Recitation

Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

Speak Now