SEARCH RESULTS
Showing search results for "qila"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "qila"
Ghazal
ik laal-qil.a thaa jo miyaa.n zard pa.D gayaa
ab ra.ng-rez kaun se kis jaa se laa.iye
Jaun Eliya
PAGE MATCHES FOR "qila"
Ebook
Qissa
Qissa
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "qila"
Nazm
zehra ne bahut din se kuchh bhi nahin likkha hai
ghar baar, samajhtii thii, qil.a hai hifaazat kaa
dekhaa ki grihastii bhii miTTii kaa khilaunaa hai
Zehra Nigaah
Ghazal
subuu-e-qila-shikan kii sipar inaayat kar
ki teG-e-daur-e-zamaa.n be-niyaam hai saaqii
Josh Malihabadi
Nazm
padmani
ye vo bijlii thii jo teG-e-sharar-afshaa.n ho kar
kau.nd uThii qila-e-chittau.D me.n jaulaa.n ho kar
Suroor Jahanabadi
Nazm
mera watan
jahaa.n fan aur tahziibe.n amar hai.n
jahaa.n qilaa-o-qutub lutf-e-nazar hai.n
Rahbar Jaunpuri
Nazm
tamir
shauq ke qil.a-e-taariik me.n hai sannaaTaa
ko.ii aavaaz nahii.n ko.ii bhii aavaaz nahii.n
Mustafa Zaidi
Ghazal
buniyaad jis kii hai havas-e-iqtidaar par
hone ko hai vo qil.a bhii mismaar dekhnaa
Raghib Muradabadi
Nazm
KHak-e-hind
vo kaj-kulaah tere vo suurviir tere
vo teG-zan kamaa.n-kash vo qil.a-giir tere