aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair
jis ke hote hue hote the zamāne mere
Showing search results for "packet"
jaaduu kii pu.Dii parcha-e-abyaat thaa us kaamu.nh takiye Gazal pa.Dhte ajab sehr-bayaa.n thaa
iid kaa din hai gale mil liijeiKHtilaafaat haTaa kar rakhiye
ishq-e-KHuubaa.n nahii.n hai aisii shaibaa.ndh kar rakhiye jis ko pu.Diyaa me.n
ye kyaa tumhaare jii me.n samaa.ii tamaam-raatgaalo.n pe rakh ke so.e kalaa.ii tamaam-raat
sab ke matlab ke KHvaab the us me.nshab ke haatho.n me.n ek pu.Diyaa thii
vo miTTii kaa badan hai yaa ko.ii jaaduu kii pu.Diyaa haiusii lamhe nahii.n hotaa jab us ko paane jaate hai.n
mohabbat ne hamaarii jaan lii haiise ab zahr kii pu.Diyaa kahe.n ham
chhuune chale ho duniyaa ko tum ik saaya hai haath na aa.ejaaduu hai ye niil kii pu.Diyaa ham jaaduu aur jaaduu log
chhinaalo.n kii jackeT me.n pocket lage.nyahaa.n ro.e.n kurtii ko gar jaa.e phaT
jis ko dekho vahii paikaar me.n uljhaa hu.aa haihar garebaan kisii taar me.n uljhaa hu.aa hai
Devoted to the preservation & promotion of Urdu
A Trilingual Treasure of Urdu Words
Online Treasure of Sufi and Sant Poetry
World of Hindi language and literature
The best way to learn Urdu online
Best of Urdu & Hindi Books