SEARCH RESULTS
Showing search results for "'nihaal'"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "'nihaal'"
Ghazal
nihaal sabz rang me.n jamaal jis kaa hai 'muniir'
kisii qadiim KHvaab ke muhaal me.n milaa mujhe
Muneer Niyazi
Ghazal
KHizr-sultaa.n ko rakhe KHaaliq-e-akbar sarsabz
shaah ke baaG me.n ye taaza nihaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Siraj Aurangabadi
MORE MATCHES FOR "'nihaal'"
Nazm
abhi hum KHub-surat hain
sar-e-shaaKH-e-nihaal-e-Gam chahaktaa hai
ko.ii bhuulaa hu.aa bisraa hu.aa dukh
Ahmad Faraz
Ghazal
asiir-e-KHaak mujhe kar ke tuu nihaal sahii
nigaah Daal ke to dekh zer-e-daam hai kyaa
Zeb Ghauri
Nazm
hubb-e-watan
qaum par karte ho agar ehsaa.n
to dikhaa.o kuchh apnaa josh-e-nihaa.n
Altaf Hussain Hali
Hindi Ghazal
bahut sambhaal ke rakkhii to paa.emaal hu.ii
sa.Dak pe phe.nk dii to zindagii nihaal hu.ii
Dushyant Kumar
Ghazal
bajaa ki KHvaab hai.n lekin bahaar kii rut me.n
ye tai hai ab ke hame.n bhii nihaal honaa hai
Wasi Shah
Mazahiya Shayari
Raja Mehdi Ali Khan
Ghazal
bahaar-e-rafta phir aa.ii tire tamaashe ko
chaman ko yumn-e-qadam ne tire nihaal kiyaa