SEARCH RESULTS
Showing search results for ",ApUJ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",apuj"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",apuj"
Ghazal
ba.De-ba.Do.n kii tarah-daariyaa.n nahii.n chaltii.n
uruuj terii KHabar jab zavaal letaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
thii nau-aamuuz-e-fanaa himmat-e-dushvaar-pasand
saKHt mushkil hai ki ye kaam bhii aasaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kalaam aruuz taGazzul KHayaal zauq-e-jamaal
badan ke jaam ne alfaaz kii suraahii bharii
Shahzad Qais
Nazm
apni malka-e-suKHan se
fidvii ke is uruuj pe kartii hai Gaur kyaa
terii hii juutiyo.n kaa tasadduq hai aur kyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Qita
sher me.n hotii hai shaa.ir ko zaruurat is kii
gar aruuz us ne pa.Dhaa vo hai suKHan-var daanaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
vo raushnii kaa KHvaab thaa magar vahii saraab thaa
uruuj me.n chhupii hu.ii thii ibtidaa zavaal kii
Iqbal Ashhar
Ghazal
Aabida Urooj
Ghazal
uruuj-e-aadam-e-KHaakii ke muntazir hai.n tamaam
ye kahkashaa.n ye sitaare ye niil-guu.n aflaak
Allama Iqbal
Ghazal
chhupaa ke apnii sisaktii sulagtii socho.n se
mohabbato.n ke uruuj o zavaal rakhte the
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
mai.n apne ghar ko bulandii pe cha.Dh ke kyaa dekhuu.n
uruuj-e-fan mirii dahliiz par utaar mujhe
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
Saadullah Shah
Ghazal
kitne uruuj par bhii ho mausam bahaar kaa
hai phuul sirf vo jo sar-e-zulf-e-yaar ho












