SEARCH RESULTS
Showing search results for ",QOrb"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",qorb"
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki yak-jaa.n hu.e na duur rahe
hazaar ek hii qaalib me.n Dhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
badan ke karb ko vo bhii samajh na paa.egaa
mai.n dil me.n ro.uu.ngii aa.nkho.n me.n muskuraa.uu.ngii
Parveen Shakir
Ghazal
tujh ko KHabar nahii.n ki tiraa karb dekh kar
aksar tiraa mazaaq u.Daataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
MORE MATCHES FOR ",qorb"
Translated Poetry
'shiv' ko ik Gam pe hii bharosa thaa
Gam se koraa javaab le baiThaa
Shiv Kumar Batalvi
Ghazal
kabhii kabhii jo tire qurb me.n guzaare the
ab un dino.n kaa tasavvur bhii mere paas nahii.n
Nasir Kazmi
Nazm
magar zulm ke KHilaf
taariiKH jaantii hai zamaana gavaah hai
kuchh kor-baatino.n kii nazar ta.ng hii sahii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Sher
aagahii karb vafaa sabr tamannaa ehsaas
mere hii siine me.n utre hai.n ye KHanjar saare
Bashir Farooqi
Ghazal
rahaa mai.n shaahid-e-tanhaa nashiin-e-masnad-e-Gam
aur apne karb-e-anaa se Garaz rakhii mai.n ne