SEARCH RESULTS
Showing search results for ",RoBe"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",robe"
Ghazal
aa jaa.e.n rob-e-Gair me.n ham vo bashar nahii.n
kuchh aap kii tarah hame.n logo.n kaa Dar nahii.n
Hairat Allahabadi
Ghazal
'naatiq' jalaal me.n bhii asar is qadar nahii.n
ro'b-e-jamaal qalb pe taarii hai jis tarah
Natiq Lakhnavi
PAGE MATCHES FOR ",robe"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",robe"
Ghazal
zindagii me.n be-adab hone na de tuu ro'b-e-husn
KHaak hai merii pas-az-marg aur daaman yaar kaa
Haidar Ali Aatish
Article
Shamsur Rahman Faruqi
Article
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
kaTaa thaa roz-e-musiibat KHudaa KHudaa kar ke
ye raat aa.ii ki sar pe mire 'azaab aayaa
Mardan Ali Khan Rana
Ghazal
ehtiraam-e-husn kahiye yaa use rob-e-jamaal
un kaa parde se nikalnaa thaa ki mai.n behosh thaa
Aarif Naqshbandi
Ghazal
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
sirf parvaana adab se dam-ba-KHud rahtaa nahii.n
tere ro'b-e-husn se mahfil me.n tharraatii hai sham'
Imdad Imam Asar
Ghazal
har ro'b-e-husn daab-e-mohabbat mizaaj-e-‘ishq
rakhtaa hai sar-basar ko.ii KHuubii kamaal kii
Bishan Dayal Shad Dehlvi
Ghazal
Galat ki merii nigaaho.n ko paarsaa kahiye
ye ro'b-e-husn se uThtii nahii.n hai.n kyaa kahiye
Abdussamad ’Tapish’
Ghazal
ye ro'b-e-husn ye shaan-e-jamaal kyaa kahnaa
vo saamne hai.n magar dekhne kii taab nahii.n
Haqqi Hazeen
Ghazal
ye ro'b-e-jamaal aur ye tiraa husn-e-sitam-KHez
kyaa taaqat-e-iz.haar talabgaar me.n aa.e
Ashhar Nadeemi
Ghazal
Master Basit Biswani
Ghazal
dekh to le.n unhe.n maane' hai magar ro'b-e-jamaal
ho ke hotaa nahii.n diidaar kahaa.n dekhte hai.n

