SEARCH RESULTS
Showing search results for ",axO"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",axo"
Ghazal
ho laakh KHuub-ruu ko.ii apne ta.ii.n magar
hotaa hai aks-o-aa.ine par inhisaar bhii
Fakhr Abbas
Ghazal
tilism-e-aks-o-sadaa se nikle to dil ne jaanaa
ye harf kuchh kah rahe hai.n arz-e-hunar se aage
Jaleel 'Aali'
Ghazal
aks-o-sadaa ne barq kii suurat safar kiyaa
pal me.n KHabar milii hai samundar ke paar kii
Shahzad Nayyar
PAGE MATCHES FOR ",axo"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",axo"
Ghazal
kaise mai.n KHaalii karaa saktii thii ye dil apnaa
ghar ke diivaar-o-dar-o-aks-o-makii.n us ke saath
Rakhshanda Naved
Rubai
laazim malzuum ho ga.e zaat-o-sifaat
hai.n shaKHs-o-vajuud aks-o-saaya kaa sabaat
Sahir Dehlavi
Ghazal
ek maqaam hai jahaa.n ek hai.n aks-o-aa.ina
ishq ko jaa ke dekhiye husn kii jalva-gaah me.n
Kabir Ahmad Jaisi
Ghazal
aalam-e-hairat me.n guzre hai.n vahaa.n se bhii jahaa.n
zindagii apnii tarah be-aks-o-be-aa.iina thii
Rabab Rashidi
Ghazal
Zaheen Shah Taji
Ghazal
shakl-e-aks-o-aa.ina masjid thii yaa mai-KHaana thaa
aap to mehmaan thaa aur aap saahab-KHaana thaa
Maroof Dehlvi
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
aks-e-ruKHsaar ne kis ke hai tujhe chamkaayaa
taab tujh me.n mah-e-kaamil kabhii aisii to na thii







