SEARCH RESULTS
Showing search results for ",bUJ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",buj"
PAGE MATCHES FOR ",buj"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",buj"
Ghazal
mohabbato.n ko chhupaate ho buz-dilo.n kii tarah
ye ishtihaar galii me.n lagaanaa chaahiye thaa
Shakeel Jamali
Qita
vo bolaa dum ke dabaane ko buz-dilii na samajh
jagah kahaa.n hai yahaa.n dum talak hilaane kii
Saghar Khayyami
Ghazal
aa.o havaa ke haath kii talvaar chuum le.n
ab buz-dilo.n kii fauj se la.Dnaa fuzuul hai
Shahryar
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
baad mere vahii sardaar-e-qabiila thaa magar
buz-dilii ne use ik vaar bhii sahne na diyaa
Azhar Inayati
Ghazal
bujh chuke raaste sannaaTaa hu.aa raat Dhalii
lauT kar ham bhii chale jaa.e.n magar ghar bhii to ho
Aziz Nabeel
Ghazal
ye maslahat hai mirii buz-dilii nahii.n 'taimuur'
jahaa.n zaruurii hu.aa hausla dikhaa.uu.ngaa
Taimur Hasan
Nazm
mann-o-salwa
jahaa.n se har baar ja.ng kii buu-e-tund uThtii hai
aur duniyaa me.n phailtii hai!
Noon Meem Rashid
Ghazal
ye buz-dilii nahii.n saahab to aur phir kyaa hai
sitam-shi.aar sitam par hai aur sab chup hai.n
Govind Gulshan
Mazahiya
tujh ko kyaa ranDii hai ko.ii yaa ki ranDii-baaz hai
teraa darvaaza kas-o-naa-kas ke uupar baaz hai
Zareef Lakhnavi
Ghazal
ye kyaa ki buz-dilo.n kii tarah guftuguu kare.n
pesh-e-hariif shaan-e-hariifaana chaahiye











