SEARCH RESULTS
Showing search results for ",hAPW"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",hapw"
Ghazal
kisii tarah to jame bazm mai-kade vaalo
nahii.n jo baada-o-saaGar to haav-huu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
na baayaziid, na shiblii, na ab junaid ko.ii
na ab o soz, na aa.he.n, na haav-huu KHaane
Peer Nasiruddin Shah Naseer
PAGE MATCHES FOR ",hapw"
MORE MATCHES FOR ",hapw"
Ghazal
kisii tarah bhii ye viiraaniyaa.n ho.n KHatm mirii
sharaab-KHaane ke andar kii haav-huu jaa.uu.n
Munawwar Rana
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
'zafar' vo zaahid-e-bedard kii huu-haq se behtar hai
kare gar rind dard-e-dil se haav-huu-e-mastaanaa
Bahadur Shah Zafar
Nazm
israfil ki maut
thii isii ke dam se durvesho.n kii saarii haav-huu
ahl-e-dil kii ahl-e-dil se guftuguu
Noon Meem Rashid
Sher
hajv ne to tiraa ai shaiKH bharam khol diyaa
tuu to masjid me.n hai niyyat tirii mai-KHaane me.n
Jigar Moradabadi
Sher
na vaa.iz hajv kar ek din duniyaa se jaanaa hai
are mu.nh saaqi-e-kausar ko bhii aaKHir dikhaanaa hai