SEARCH RESULTS
Showing search results for ",wAWF"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ",wawf"
Ghazal
ik aisaa vasf chaahiye jo sirf mujh me.n ho
aur us me.n phir mujhe yad-e-tuulaa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
Mohsin Naqvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ",wawf"
Ghazal
tire badalne ke baa-vasf tujh ko chaahaa hai
ye e'tiraaf bhii shaamil mire gunaah me.n hai
Parveen Shakir
Ghazal
jo vasf ham me.n nahii.n kyuu.n kare.n kisii me.n talaash
agar zamiir hai bedaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
ye kyaa ki ik jahaa.n ko karo vaqf-e-iztiraab
ye kyaa ki ek dil ko shakebaa na kar sako
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
zindagii se kisii samjhaute ke baa-vasf ab tak
yaad aataa hai ko.ii maarne marne vaalaa
Parveen Shakir
Ghazal
ai yaad-e-yaar dekh ki baa-vasf-e-ranj-e-hijr
masruur hai.n tirii KHalish-e-naa-tavaa.n se ham


