SEARCH RESULTS
Showing search results for "حاجت"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "حاجت"
Ghazal
chipak rahaa hai badan par lahuu se pairaahan
hamaare jaib ko ab haajat-e-rafuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
afsurda huu.n ibrat se davaa kii nahii.n haajat
Gam kaa mujhe ye zo.af hai biimaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Short story
Saadat Hasan Manto
PAGE MATCHES FOR "حاجت"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "حاجت"
Nazm
parchhaiyan
uTho ki aaj har ik jang-juu se ye kah de.n
ki ham ko kaam kii KHaatir kalo.n kii haajat hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Akbar Allahabadi
Sher
dene vaale kii mashiyyat pe hai sab kuchh mauquuf
maa.ngne vaale kii haajat nahii.n dekhii jaatii
Parveen Shakir
Nazm
KHitab ba-jawanan-e-islam
سماں 'الفقر فخري' کا رہا شان امارت ميں
''بآب و رنگ و خال و خط چہ حاجت روے زيبا را''
Allama Iqbal
Ghazal
merii haalat dekhiye aur un kii suurat dekhiye
phir nigaah-e-Gaur se qaanuun-e-qudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
chaarasaazo.n kii aziyyat nahii.n dekhii jaatii
tere biimaar kii haalat nahii.n dekhii jaatii
Parveen Shakir
Sher
haajat nahii.n banaa.o kii ai naaznii.n tujhe
zevar hai saadgii tire ruKHsaar ke liye