SEARCH RESULTS
Showing search results for "راز"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "راز"
PAGE MATCHES FOR "راز"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "راز"
Ghazal
ham-pesha o ham-mashrab o hamraaz hai meraa
'Gaalib' ko buraa kyuu.n kaho achchhaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
rahrav-e-raah-e-mohabbat rah na jaanaa raah me.n
lazzat-e-sahraa-navardii duurii-e-manzil me.n hai
Bismil Azimabadi
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
naamuus kaa us ke paas rahe vo parda-nashii.n bad-naam na ho
Akhtar Shirani
Ghazal
haal-e-dil mujh se na puuchho mirii nazre.n dekho
raaz dil ke to nigaaho.n se adaa hote hai.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
sitaaro.n se ulajhtaa jaa rahaa huu.n
shab-e-furqat bahut ghabraa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Nazm
etiraf
reg ko silsila-e-aab-e-ravaa.n jaanaa thaa
aah ye raaz abhii mai.n ne kahaa.n jaanaa thaa
Asrarul Haq Majaz
Sher
dafn kar saktaa huu.n siine me.n tumhaare raaz ko
aur tum chaaho to afsaana banaa saktaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Sher
ye mere ishq kii majbuuriyaa.n ma.aaz-allaah
tumhaaraa raaz tumhii.n se chhupaa rahaa huu.n mai.n














