SEARCH RESULTS
Showing search results for "نبھانا"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "نبھانا"
Ghazal
pahle se maraasim na sahii phir bhii kabhii to
rasm-o-rah-e-duniyaa hii nibhaane ke liye aa
Ahmad Faraz
Ghazal
ahd-e-vafaa se kis liye KHaa.if ho merii jaan
kar lo ki tum ne ahd nibhaanaa to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
us ne kahaa mai.n jii nahii.n paa.uu.ngii tere bin
is vaaste vo rishta nibhaanaa pa.Daa mujhe
Faisal Imtiyaz Khan
PAGE MATCHES FOR "نبھانا"
MORE MATCHES FOR "نبھانا"
Ghazal
nahii.n ki apnaa zamaana bhii to nahii.n aayaa
hame.n kisii se nibhaanaa bhii to nahii.n aayaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Iftikhar Arif
Nazm
pandrah august
hai va.ada KHud se nibhaanaa hame.n agar apnaa
to kaarvaa.n nahii.n ruk paa.e bhuul kar apnaa
Javed Akhtar
Nazm
judai ki pahli raat
farz to mujh ko nibhaanaa hai magar
dekh ki kitnii akelii huu.n mai.n!
Parveen Shakir
Ghazal
ik vaa'da jo kiyaa hii nahii.n hai abhii 'saliim'
mujh ko vahii to vaa'da nibhaanaa hai aur bas
Saleem Kausar
Ghazal
ba.Dii ajiib ye majbuuriyaa.n samaaj kii hai.n
munaafiqo.n se ta'alluq nibhaanaa pa.Dtaa hai
Azhar Inayati
Ghazal
mushkil hai teraa saath nibhaanaa tamaam umr
biknaa hai naa-guziir to baazaar dekh le.n
Aashufta Changezi
Ghazal
dil rotaa hai chehraa ha.nstaa rahtaa hai
kaisaa kaisaa farz nibhaanaa hotaa hai