SEARCH RESULTS
Showing search results for "نگراں"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "نگراں"
Ghazal
haa.n bazm-e-shabaana me.n hama-shauq jo us din
ham the tirii jaanib nigaraa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
raat bhar husn par aa.e bhii ga.e sau sau ra.ng
shaam se ishq abhii tak nigaraa.n hai ki jo thaa
Firaq Gorakhpuri
Nazm
hubb-e-watan
misr me.n chaar suu thaa hukm ravaa.n
aa.nkh thii jaanib-e-vatan nigaraa.n
Altaf Hussain Hali
MORE MATCHES FOR "نگراں"
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
ruuh-e-aadam nigaraa.n kab se hai terii jaanib
uTh aur ik jannat-e-jaaved yahii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Ghazal
dekhegii jo ik pal me.n mirii aa.nkh se tujh ko
ho jaa.egii duniyaa tirii jaanib nigaraa.n aur
Bismil Sabri
Nazm
haal-o-maqam
dil zinda-o-be-daar agar ho to ba-tadriij
bande ko 'ataa karte hai.n chashm-e-nigaraa.n aur
Allama Iqbal
Nazm
nakaami
vahii gesuu mirii raato.n pe hai.n bikhre bikhre
vahii aa.nhke.n mirii jaanib nigraa.n hai.n ab tak
Sahir Ludhianvi
Ghazal
jab ko.ii haadsa-e-kaun-o-makaa.n hotaa hai
zarra zarra merii jaanib nigaraa.n hotaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
ye lutf to dekho ki vo mahfil me.n mirii samt
nigaraa.n hai.n ki jaise mujhe pahchaan rahe hai.n