SEARCH RESULTS
Showing search results for "پرسش"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "پرسش"
Ghazal
phir pursish-e-jaraahat-e-dil ko chalaa hai ishq
saamaan-e-sad-hazaar namak-daa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
ahl-e-mahfil pe kab ahvaal khulaa hai apnaa
mai.n bhii KHaamosh rahaa us ne bhii pursish nahii.n kii
Ahmad Faraz
Ghazal
pursish-e-haal ko tum aa.oge us vaqt mujhe
lab hilaane kii bhii taaqat ho zaruurii to nahii.n
Saba Akbarabadi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
thaa aur kaun puuchhne vaalaa mariiz kaa
tum aa ga.e to pursish-e-haalaat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
PAGE MATCHES FOR "پرسش"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "پرسش"
Ghazal
Saba Afghani
Ghazal
samajh ke karte hai.n baazaar me.n vo pursish-e-haal
ki ye kahe ki sar-e-rahguzar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Nazm
teri aawaz
apne Thukraa.e hu.e dost kii pursish ke liye
to na aa.ii magar us raat kii pahnaa.ii me.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
umiid-e-pursish-e-Gam kis se kiijiye 'naasir'
jo apne dil pe guzartii hai ko.ii kyaa jaane
Nasir Kazmi
Ghazal
phir mohabbat kii zamaane me.n na pursish hogii
ro.egii siskiyaa.n le le ke vafaa mere baad