SEARCH RESULTS
Showing search results for "پس_چلمن"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "پس_چلمن"
PAGE MATCHES FOR "پس_چلمن"
BOOKS MATCHES FOR "پس_چلمن"
MORE MATCHES FOR "پس_چلمن"
Ghazal
Aslam Parvez
Ghazal
pas-e-chilman hai.n to chilman ko uThaa hii diije
is takalluf pe numaa.ish kaa gumaa.n hotaa hai
Kamal Ahmad Siddiqi
Ghazal
ye kaah-e-rubaa se bhii hai.n kam ai kashish-e-dil
mazkuur kuchh aisaa pas-e-chilman hai hamaaraa
Momin Khan Momin
Ghazal
dekhiye us but-e-kaafir ke sataane kii adaa
KHvaab me.n dikhtaa hai to bhii pas-e-chilman-chilman
Reshma Naheed Resham
Sher
ravish ravish pe chaman ke bujhe bujhe manzar
ye kah rahe hai.n yahaa.n se bahaar guzrii hai
Shaukat Wasti
Ghazal
ho rahaa hai kalii par chaman kaa gumaa.n
qaabil-e-diid hai ab miraa gulsitaa.n
Ustad Azmat Hussain Khan
Ghazal
dil-e-hazii.n pe chaman kii fazaa ne tanz kiyaa
mazaaq u.Daayaa gulo.n ne sabaa ne tanz kiyaa
Zafar Moradabadi
Sher
naaz hai gul ko nazaakat pe chaman me.n ai 'zauq'
us ne dekhe hii nahii.n naaz-o-nazaakat vaale