SEARCH RESULTS
Showing search results for "अक्कास"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "अक्कास"
Ghazal
photo me.n dil kii choT na tabdiil ho sakii
naqle.n utaar utaar ke akkaas rah gayaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ham ne is baar tujhe jism se haT kar sochaa
shaa.irii ruuh kii akkaas nahii.n thii pahle
Shakeel Azmi
Ghazal
kab jaan sakaa dard miraa dekhne vaalaa
chehra mire haalaat kaa akkaas nahii.n thaa
Naqsh Layalpuri
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "अक्कास"
MORE MATCHES FOR "अक्कास"
Nazm
sham ko raste par
aur nigaaho.n se har ik baat kahe jaate hai.n
zehn ko un ke dhundalke ne banaayaa hai ik aisaa akkaas
Meeraji
Ghazal
mai.n to bas un ke hii ra.ng-o-nuur kaa akkaas thaa
muztarib hai kyuu.n sitaaro.n kii ziyaa mere liye
Salam Machhli shahri
Ghazal
meraa chehra hai mire qalb kaa akkaas 'naqiib'
meraa chehra tiraa chehra nahii.n hone vaalaa
Fasihullah Naqeeb
Ghazal
akkaas hai aa.iina abhii merii anaa kaa
TuuTaa huu.n magar TuuT ke bikhraa to nahii.n huu.n
Iqbal Aslam
Nazm
lafz to banjh hain
lafz ziist kaa unvaan hai.n sarmaaya hai.n
phir bhii jazbaat ke akkaas nahii.n ho sakte
Shaista Mufti
Ghazal
junuu.n ko apne chhupaa.e.n to kis tarah yaaro
ki taar taar hai is shaGl-e-paak kaa akkaas