SEARCH RESULTS
Showing search results for "अतीत"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "अतीत"
Ghazal
na barhaman huu.n na mullaa na maulvii na atiit
jo pothii dair kii paan.cho o yaa haram kii kitaab
Qasim Ali Khan Afridi
Kulliyat
mile the 'miir' se ham kal kanaar-e-dariyaa par
fatiila-muu vo jigar-soKHta hai jaise atiit
Meer Taqi Meer
Ghazal
apne atiit se kiyaa samjhautaa na kabhii
kuchh yaadgaar pal bhii bhulaane me.n rah ga.e
Dr Anjana Singh Sengar
PAGE MATCHES FOR "अतीत"
MORE MATCHES FOR "अतीत"
Ghazal
usii tilism-e-kuhan me.n asiir hai aadam
baGal me.n us kii hai.n ab tak butaan-e-ahd-e-atiiq
Allama Iqbal
Sher
bichha.Dte vaqt anaa darmiyaan thii varna
manaanaa dono.n ne ik duusre ko chaahaa thaa
Ateeq Anzar
Sher
bas ek hii balaa hai mohabbat kahe.n jise
vo paaniyo.n me.n aag lagaatii hai aaj bhii
Ajeet Singh Hasrat
Sher
ho.nTo.n par ik baar sajaa kar apne ho.nT
us ke baad na baate.n karnaa so jaanaa