SEARCH RESULTS
Showing search results for "आवारा-मिज़ाजी"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "आवारा-मिज़ाजी"
Sher
us ne aavaara-mizaajii ko nayaa mo.D diyaa
paa-ba-zanjiir kiyaa aur mujhe chho.D diyaa
Javed Saba
Ghazal
us ne aavaara-mizaajii ko nayaa mo.D diyaa
paa-ba-zanjiir kiyaa aur mujhe chho.D diyaa
Javed Saba
Ghazal
merii aavaara-mizaajii ko mukammal kar de
ai KHudaa dasht-e-tamannaa miraa maqtal kar de
Khwaja tariq Usmani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "आवारा-मिज़ाजी"
Ghazal
aavaara-mizaajii ne phailaa diyaa aa.ngan ko
aakaash kii chaadar hai dhartii kaa bichhaunaa hai
Nida Fazli
Ghazal
kuucha-e-shahr-e-nigaaraa.n me.n phiraa hai barso.n
shauq-e-aavaara-mizaajii mujhe dar-dar le kar
Laiq Siddiqi
Ghazal
chaahtii kyaa hai ye aavaara-mizaajii merii
ek markaz pe hamesha nahii.n rahne detii
Aalam Nizami
Ghazal
aavaara-mizaajii par harf aane se pahle hii
dil tere taGaaful kii tasviir uThaa laayaa
Azm Bahzad
Ghazal
umr-bhar ek hii tasviir banaa.ii mai.n ne
apnii aavaara-mizaajii pe 'ziyaa' kyaa likkhuu.n
Zia Faooqui
Ghazal
aavaara-mizaajii kii tasallii nahii.n hotii
mai.n ne to tiraa saaraa jahaa.n chhaan liyaa hai