SEARCH RESULTS
Showing search results for "इर्द-गर्द"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "इर्द-गर्द"
Nazm
hisar-andar-hisar
mere ird-gard ik hisaar hai
ik hisaar jis ke giir-o-daar mai.n
Akbar Hyderabadi
PAGE MATCHES FOR "इर्द-गर्द"
MORE MATCHES FOR "इर्द-गर्द"
Ghazal
ishq baat kartaa hai dil tavaaf kartaa hai
ird-gard phirne se aashiqii nahii.n hotii
Manzar Naqvi
Nazm
yaaden
lekin hamaarii KHaamoshii ne un ko ba.Dhaavaa diyaa
ye hamaare ird-gard udaasii kaa daa.era
Azra Abbas
Ghazal
ye ird-gard ke manzar mire shanaasaa hai.n
guzar hu.aa hai isii rahguzar se aage bhii
Azad Husain Azad
Ghazal
ho raqs zindagii ke jahannam ke ird-gard
parvaana ban ke kis liye jal jaanaa chaahiye
Ejaz Siddiqi
Ghazal
'saajid' nigaah Daaliye ab ird-gard bhii
zikr-e-rumuuz ra.ng-e-asaatiir ho chukaa
Ghulam Husain Sajid
Nazm
chunaw
traffic light ke ird-gard thaa us kaa jiivan
vo bhii us ne nahii.n chunaa thaa
Subodh Lal Saqi
Ghazal
bichhaa rahaa huu.n ka.ii jaal ird-gard tire
tujhe jaka.Dne kii KHvaahish me.n kab se baiThaa ho.n
Abdur Rahim Nashtar
Ghazal
ma.nDlaa rahaa hai aaj jo saahil ke ird-gard
tuufaan ko to tum ne ishaara nahii.n kiyaa
Ram Awtar Gupta Muztar
Nazm
taaruf
apne ird-gard har achchhii burii haqiiqat kaa hissa huu.n
mai.n sar-taa-paa mom huu.n