SEARCH RESULTS
Showing search results for "एहतिशाम"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "एहतिशाम"
Marsiya
mash.huur ho ga.ii vo zamii.n arsh-ehtishaam
aur sa.ng-reze durr-e-najaf ban ga.e tamaam
Meer Anees
Sher
shahr ke a.ndhere ko ik charaaG kaafii hai
sau charaaG jalte hai.n ik charaaG jalne se
Ehtisham Akhtar
Sher
mire aziiz hii mujh ko samajh na paa.e kabhii
mai.n apnaa haal kisii ajnabii se kyaa kahtaa
Ehtisham Akhtar
Sher
teraa hii ho ke jo rah jaa.uu.n to phir kyaa hogaa
ai junuu.n aur hai.n duniyaa me.n bahut kaam mujhe
Syed Ehtisham Husain
Sher
dil ne chupke se kahaa koshish-e-naakaam ke baad
zahr hii dard-e-mohabbat kii davaa ho jaise
Syed Ehtisham Husain
PAGE MATCHES FOR "एहतिशाम"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "एहतिशाम"
Ghazal
kuchh mire shauq ne dar-parda kahaa ho jaise
aaj tum aur hii tasviir-e-hayaa ho jaise
Syed Ehtisham Husain
Nazm
sab jaante hain ilm se hai zindagi ki ruh
ta.aliim agar nahii.n hai zamaane ke hasb-o-haal
phir kyaa umiid-e-daulat-o-aaraam-o-ihteraam
Akbar Allahabadi
Ghazal
aaj 'ehtishaam' ko.ii bhii qiimat nahii.n rahii
thii apnii baat baat abhii kal kii baat hai