SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ोशा-ए-गंदुम"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ख़ोशा-ए-गंदुम"
Nazm
kisan
ba-naam-e-KHosha-e-gandum guhar bhii detaa hai
mire vatan mire kheto.n kii shaan kyaa kahne
Sughra Alam
Ghazal
tohmat-e-KHosha-e-gandum hai abhii tak sar par
ham uchhaale bhii ga.e ham ki giraa.e bhii ga.e
Nasr Ghazali
MORE MATCHES FOR "ख़ोशा-ए-गंदुम"
Ghazal
jannat se nikaalaa na jahannum se nikaalaa
us ne to mujhe KHosha-e-gandum se nikaalaa
Sohail Akhtar
Ghazal
in zamiino.n hii pe kyaa KHosha-e-gandum ke liye
aasmaano.n se chalaa aayaa huu.n saazish kartaa
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
ham KHosha-e-gandum ko jannat se yahaa.n laa.e
phir bhii tire diivaane duniyaa me.n rahe bhuuke
Zafar Ghauri
Ghazal
amiiro.n hii ke liye mat bahaa pasiine ko
ugaa to KHosha-e-gandum bhii za.afraan ke saath
Syed Shiban Qadri
Ghazal
aadam ne ek KHosha-e-gandum ko kyaa kiyaa
mujrim kabhii jo bhuuk se insaa.n hu.aa to kyaa
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
bas ek KHosha-e-gandum aur aisii dar-ba-darii
vo aasmaa.n ko zamii.n par utaarne kaa 'amal
Nadeem Fazli
Ghazal
jis kii niiyat me.n daGaa hai aap hotaa hai KHaraab
KHosha-e-gandum ko dekho kab se daataa-daan hai