SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ौक-ए-नियाज़"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "ज़ौक-ए-नियाज़"
Sher
aastaa.n bhii ko.ii mil jaa.egaa ai zauq-e-niyaaz
sar salaamat hai to sajda bhii adaa ho jaa.egaa
Jigar Barelvi
Ghazal
Khalid Fatehpuri
Ghazal
allah allah ehtimaam-e-jazba-e-zauq-e-niyaaz
rok lii hai jaise Guncho.n ne ha.nsii tere liye
Sultan Shakir Hashmi
Ghazal
niyaaz-kesh bhii merii tarah na ho ko.ii
umiid mar chukii zauq-e-niyaaz baaqii hai
Akhtar Ansari
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "ज़ौक-ए-नियाज़"
Ghazal
Niyaz Gulbargavi
Ghazal
ayaa.n hai un ke sitam se hamaaraa zauq-e-niyaaz
ham aag ban ke mizaaj-e-butaa.n me.n rahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
be-niyaazii dekh kar us kii ba.Dhaa zauq-e-niyaaz
ab jabiin-e-ishq hai aur aastaan-e-naaz hai
Mohammad Umar
Ghazal
vaadii-e-dil-navaaz se jism ke Gaar me.n utar
zauq-e-nazar kaa vaasta suurat-e-sarsarii na dekh
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
nazar milaa.ii jo un se to ai 'niyaaz' lagaa
mizaaj-e-yaar me.n pahlii sii barhamii na rahii
Niyaz Ali Niyaz Qaisri
Ghazal
jaate havaa-e-shauq me.n hai.n is chaman se 'zauq'
apnii balaa se baad-e-sabaa ab kabhii chale
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ab inqilaab-e-dahr kii baate.n kahaa.n 'niyaaz'
jis fikr-o-fan pe naaz thaa kab kaa badal gayaa