SEARCH RESULTS
Showing search results for "टूटी"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "टूटी"
Ghazal
muntazir kis kaa huu.n TuuTii hu.ii dahliiz pe mai.n
kaun aa.egaa yahaa.n kaun hai aane vaalaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ham hai.n vo TuuTii hu.ii kashtiyo.n vaale 'taabish'
jo kinaaro.n ko milaate hu.e mar jaate hai.n
Abbas Tabish
Nazm
aaKHiri mulaqat
kuchh sau.ndhii KHushbuu aa.ngan kii
kuchh TuuTii rassii jhuule kii
Jan Nisar Akhtar
PAGE MATCHES FOR "टूटी"
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "टूटी"
MORE MATCHES FOR "टूटी"
Geet
vo piital ke chhallo.n ke pyaare se tohfe
vo TuuTii hu.ii chuu.Diyo.n kii nishaanii
Sudarshan Faakir
Ghazal
TuuTii diivaar kaa saaya bhii bahut hotaa hai
paa.nv jal jaa.e.n agar dhuup me.n chalte chalte
Iqbal Azeem
Nazm
ye daulat bhi le lo ye shohrat bhi le lo
vo TuuTii hu.ii chuu.Diyo.n kii nishaanii
vo kaaGaz kii kashtii vo baarish kaa paanii
Sudarshan Faakir
Ghazal
maidaa.n kii haar jiit to qismat kii baat hai
TuuTii hai kis ke haath me.n talvaar dekhnaa
Nida Fazli
Ghazal
mai.n ne haatho.n ko hii patvaar banaayaa varna
ek TuuTii hu.ii kashtii mire kis kaam kii thii