SEARCH RESULTS
Showing search results for "तह-ओ-बाला"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "तह-ओ-बाला"
Ghazal
saato.n falak kiye tah-o-baalaa nikal gayaa
aaKHir shab-e-firaaq me.n naala nikal gayaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
naalo.n se mere kab tah-o-baalaa jahaa.n nahii.n
kab aasmaa.n zamiin o zamii.n aasmaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
naalo.n se mere kab tah-o-baalaa jahaa.n nahii.n
kab aasmaa.n zamiin-o-zamii.n aasmaa.n nahii.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
mere naalo.n se tah-o-baalaa hu.ii aksar zamii.n
zer-e-paa aayaa falak aur baarhaa sar par zamii.n
Khwaja Mohammad Wazir
PAGE MATCHES FOR "तह-ओ-बाला"
MORE MATCHES FOR "तह-ओ-बाला"
Mazahiya
Ranjoor Azimabadi
Nazm
andesha
ye kis ne aalam-e-hastii kiyaa tah-o-baalaa
sharaab-e-ziist ko saaGar me.n maut ke Dhaalaa
Natiq Azmi
Marsiya
पर इब्न-ए-तुफ़ैल आगे बढ़ा तान के भाला
बर्छी की अनी से तो किया दिल तह-ओ-बाला
Mirza Salaamat Ali Dabeer
Ghazal
yaa.n us ke saliiqe ke hai.n aasaar to kyaa ham
is par bhii ye kamraa tah-o-baalaa na kare.nge
Jaun Eliya
Ghazal
thii shoKH-nigaahii kisii zaalim kii qayaamat
jazbaat kaa 'aalam tah-o-baalaa nazar aayaa
Qais Jalandhari
Ghazal
aa.nkho.n ne dikhaa dii jo tire Gam kii haqiiqat
aalam mujhe saaraa tah-o-baalaa nazar aayaa