SEARCH RESULTS
Showing search results for "फ़ख़्र-ए-मुबारकबाद"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "फ़ख़्र-ए-मुबारकबाद"
Ghazal
sair-e-gul ko aa.ii thii jis dam savaarii aap kii
phuul uTThaa thaa chaman faKHr-e-mubaarakbaad se
Hasrat Mohani
Ghazal
ho 'faKHr' KHaak mujhe qaum kii taraqqii par
jo fard-e-qaum ye mazduur aur kisaan nahii.n
Fakhr Zaman
Ghazal
jab vaqt pa.Daa dekhnaa de jaa.e.nge dhokaa
ye dost nahii.n 'faKHr' sabhii kachche gha.De hai.n
Fakhr Zaman
Ghazal
ba.Dhaa.e.n un kii taraf dast-e-dostii kyuu.n-kar
jo gul-sifat the kabhii 'faKHr' ab vo KHaar hu.e
Fakhr Zaman
Ghazal
piir-e-muGaa.n se 'faKHr' yahii ik savaal hai
au.ndhe hai.n aaj jaam-o-subuu kyuu.n sharaab ke
Iftikhar Ahmad Fakhr
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "फ़ख़्र-ए-मुबारकबाद"
Ghazal
mai-e-suKHan se na pighle jo aabgiina-e-dil
to 'faKHr' sho.ala-navaa.ii to ko.ii baat nahii.n
Iftikhar Ahmad Fakhr
Ghazal
ham 'faKHr' sarkasho.n ke na aage kabhii jhuke
rakhte hai.n ik tabii.at-e-KHuddaar kyaa kare.n
Iftikhar Ahmad Fakhr
Ghazal
vo KHvaab jaisaa thaa goyaa saraab lagtaa thaa
hasiin aisaa ki faKHr-e-gulaab lagtaa thaa
Ibn-e-Mufti
Ghazal
kyuu.n KHabar puuchhii tiraa biimaar haa.e
mar gayaa shor-e-mubaarakbaad me.n