SEARCH RESULTS
Showing search results for "बुरीदा-सर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "बुरीदा-सर"
Sher
buriida-sar ko sajaa de fasiil-e-neza par
dariida jism ko phir arsa-e-qitaal me.n rakh
Shahid Kamal
Ghazal
salaamat 'ishq me.n hai sar sabhii kaa
hamii.n hai.n jo buriida-sar kha.De hai.n
Shad Nimbahedi
MORE MATCHES FOR "बुरीदा-सर"
Ghazal
bachcho.n kii laash chaak-ridaa aur buriida-sar
har shahr karbalaa ke sivaa aur kuchh nahii.n
Ramz Azimabadi
Ghazal
hu.ii.n daraaz jo mehr-e-sahar kii shamshiire.n
tamaam jismo.n ke saa.e buriida-sar nikle
Raeesuddin Raees
Ghazal
Shahid Kamal
Ghazal
mai.n apne haath me.n apnaa buriida sar le kar
chalaa to rok rahii thii ko.ii sadaa mujh ko
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
sitaare jis jagah paanii ke uupar bah rahe the
buriida sar kanaar-e-aabjuu rakkhaa hu.aa thaa
Mumtaz Athar
Ghazal
buriida-sar ko sajaa de fasiil-e-neza par
dariida jism ko phir arsa-e-qitaal me.n rakh
Shahid Kamal
Ghazal
buriida-sar hii nahii.n the lahuu me.n Duube hu.e
sunaa hai neze aduu ke bhii ashk-baar ga.e
Wafa Naqvi
Kulliyat
mansuur kii nazar thii jo daar kii taraf so
phal vo daraKHt laayaa aaKHir sar-e-buriida