SEARCH RESULTS
Showing search results for "शागिर्द-ए-रशीद"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "शागिर्द-ए-रशीद"
Sher
shaagird-e-rashiid aap saa huu.n shaiKH-jii saahib
kuchh ilm o amal tum ne na shaitaan me.n chho.Daa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
hai ye insaa.n ba.De ustaad kaa shaagird-e-rashiid
kar sake kaun agar ye bhii KHilaafat na kare
Shaikh Ibrahim Zauq
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "शागिर्द-ए-रशीद"
Ghazal
kyuu.n yaad dilaate ho 'rashiid' un ko ye bandhan
ab kaun nibhaataa hai ye bekaar kaa rishta
Rasheed Qaisrani
Ghazal
kaalii kiran ye gu.ng sadaa.o.n ke daa.ere
pahu.nchaa kahaa.n 'rashiid' iraada kidhar kaa thaa
Rasheed Qaisrani
Ghazal
ye kaun saa suuraj mire pahluu me.n kha.Daa hai
mujh se to 'rashiid' ab miraa saaya bhii ba.Daa hai
Rasheed Qaisrani
Ghazal
vo hayuule the ki saa.e the sar-e-raqs 'rashiid'
jism kii ek bhii jhankaar na aa.ii pahro.n
Rasheed Qaisrani
Ghazal
mai.n ne Gazal sunaa.ii to ik ahl-e-dil 'rashiid'
siine pe haath rakh ke pukaaraa valii valii
Rasheed Qaisrani
Ghazal
daaman kushaada phir se hai KHaatuun-e-Gam 'rashiid'
taaza lahuu se likh ke na.ii daastaan de
Rasheed Qaisrani
Ghazal
ko.ii makiin-e-qarya-e-jaa.n tuu bhii Dhuu.nDh le
tuu bhii 'rashiid' aaj kisii ko salaam kar
Rasheed Qaisrani
Ghazal
mai.n to asiir-e-garmii-e-baazaar huu.n 'rashiid'
mujh ko Garaz na jins se darham na daam se
Rasheed Qaisrani
Ghazal
dasht-e-nazar se itne baguule uThe 'rashiid'
ik muskuraate chaa.nd kaa chehra bhii aT gayaa
Rasheed Qaisrani
Ghazal
vo jin se farozaa.n hu.aa ik aalam-e-imkaa.n
vo chaa.nd-sifat log 'rashiid' aaj kahaa.n hai.n