SEARCH RESULTS
Showing search results for "हाशिया-बरदार"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हाशिया-बरदार"
Ghazal
kaun aavaaz uThaa.egaa hamaare haq me.n
sab tire haashiya-bardaar nazar aate hai.n
Mahir Abdul Hayee
Ghazal
kaise mai.n aap kii taaziim bajaa laa.uu.ngaa
merii bantii hii nahii.n haashiya-bardaar ke saath
Aamir Shauqi
Ghazal
darbaar me.n jo haashiya-bardaar rahe hai.n
sunte hai.n unhe.n aaj ba.Daa kaam milegaa
Imam Azam
Ghazal
khul jaa.egaa saaraa hii bharam KHush-suKHanii kaa
mahfil se zaraa haashiya-bardaar nikaale.n
Iftikhar Haidar
MORE MATCHES FOR "हाशिया-बरदार"
Ghazal
KHud uThaanaa pa.D rahaa hai bojh apnaa aaj-kal
haashiya-bardaar saare haashiyo.n me.n qaid hai.n
Bilal Saharanpuri
Ghazal
kis qayaamat kaa adaakaar chhupaa hai mujh me.n
meraa hii haashiya-bardaar chhupaa hai mujh me.n
Meraj Naqvi
Nazm
kis shan se jite the yahan KHwar hue kyun
kis shaan se jiite the yahaa.n KHaar hu.e kyuu.n
sochaa hai kabhii haashiya-bardaar hu.e kyuu.n
Tariq Qamar
Ghazal
KHud ham hii na the haashiya-bardaar to yaaro
fir.aun yaa haamaan yaa shaddaad kare.n kyaa
Mohammad Haneef Shabab
Ghazal
tujhe Dubo.e.nge KHud tere haashiya-bardaar
ham apnii raah se tujh ko haTaa nahii.n de.nge
Salahuddin Nayyar
Ghazal
haashiya-bardaar se puuchhaa samundar ne miyaa.n
aaj tak ik mauj bhii tum ko na diivaanii milii
Zafar Imam
Ghazal
kuchh bhii ho ye to mire yaar nahii.n ho saktaa
mai.n tiraa haashiya-bardaar nahii.n ho saktaa
Mansoor Usmani
Ghazal
thaa miraa jo haashiya-bardaar 'barqii'-aazamii
us ne hii tauq-e-Gulaamii aa ke pahnaayaa mujhe
Barqi Azmi
Ghazal
'aarif' se haq-parast bhii sab jaa.n ke KHauf se
un qaatilo.n ke haashiya-bardaar ho ga.e