SEARCH RESULTS
Showing search results for " Mukaafaat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mukaafaat"
Nazm
lenin
kab Duubegaa sarmaaya-parastii kaa safiina
duniyaa hai tirii muntazir-e-roz-e-mukaafaat
Allama Iqbal
Ghazal
aashiq hu.e hai.n aap bhii ek aur shaKHs par
aaKHir sitam kii kuchh to mukaafaat chaahiye
Mirza Ghalib
MORE MATCHES FOR "mukaafaat"
Ghazal
'faiz' sar par jo har ik roz qayaamat guzrii
ek bhii roz mukaafaat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
nikle jo mai-kade se to masjid thaa har maqaam
har gaam par talaafi-e-maafaat ho ga.ii
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mukaafaat-e-amal KHud raasta tajviiz kartii hai
KHudaa qaumo.n pe apnaa faisla jaarii nahii.n kartaa
Aasi Karnali
Ghazal
tujh ko bhii chho.D ke jaa.e tiraa apnaa ko.ii
tuu bhii ik roz mukaafaat kaa matlab samjhe
Komal Joya
Nazm
mukafat
rahii hai hazrat-e-yazdaa.n se dostii merii
rahaa hai zohd se yaaraana ustuvaar meraa
Noon Meem Rashid
Ghazal
hotaa hai jis tarah se mukaafaat kaa amal
tujh ko hamaare baa'd mohabbat na maar de
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
ham-nashii.n dekh mukaafaat-e-amal hai duniyaa
kaam kuchh bhii yahaa.n asbaab nahii.n aate hai.n
Ramzi Asim
Ghazal
Dar zulm se ki us kii jazaa bas shitaab hai
aayaa ‘amal me.n yaa.n ki mukaafaat ho ga.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
is ko bhii hijr kaa taavaan to bharnaa hogaa
ko.ii dam me.n hai mukaafaat-e-amal hone ko
Seema Naqvi
Ghazal
hotii hai ek tarah se har kaam kii jazaa
a.amaal-e-ishq kii hai mukaafaat be-tarah