SEARCH RESULTS
Showing search results for ".dgo"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".dgo"
Sher
is tarah mere gunaaho.n ko vo dho detii hai
maa.n bahut Gusse me.n hotii hai to ro detii hai
Munawwar Rana
Nazm
hum to majbur-e-wafa hain
mabaadaa ho ko.ii zaalim tiraa garebaa.n-giir
lahuu ke daaG tuu daaman se dho, hu.aa so hu.aa''
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bashir Badr
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".dgo"
Ghazal
haath dho dil se yahii garmii gar andeshe me.n hai
aabgiina tundi-e-sahbaa se pighlaa jaa.e hai
Mirza Ghalib
Sher
thakan se chuur hai saaraa vajuud ab meraa
mai.n bojh itne Gamo.n kaa to Dho nahii.n saktaa
Babar Rehman Shah
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
kabhii to yuu.n bhii uma.nDte sarishk-e-Gam 'majruuh'
ki mere zaKHm-e-tamannaa ke daaG dho dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
roz ham ashko.n se dho aate hai.n diivaar-e-haram
pag.Diyaa.n roz farishto.n kii uchhaal aate hai.n