SEARCH RESULTS
Showing search results for ".nfh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".nfh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".nfh"
Sher
Nooh Narvi
Ghazal
ham se chhinaa hai naaf-piyaala tiraa miyaa.n
goyaa azal se ham saf-e-lab-tishnagaa.n ke the
Jaun Eliya
Nazm
hindustani bachchon ka qaumi git
nuuh-e-nabii kaa aa kar Thahraa jahaa.n safiinaa
rif.at hai jis zamii.n kii baam-e-falak kaa ziinaa
Allama Iqbal
Marsiya
auj-e-zamii.n bahisht-e-barii.n se do-chand thaa
mimbar kaa nuh falak se bhii paaya buland thaa
Meer Anees
Sher
ham intizaar kare.n ham ko itnii taab nahii.n
pilaa do tum hame.n paanii agar sharaab nahii.n
Nooh Narvi
Sher
sunte rahe hai.n aap ke ausaaf sab se ham
milne kaa aap se kabhii mauqa.a nahii.n milaa


