SEARCH RESULTS
Showing search results for ".nhab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".nhab"
Ghazal
kyaa dabdaba-e-naadir kyaa shaukat-e-taimuurii
ho jaate hai.n sab daftar Garq-e-mai-e-naab aaKHir
Allama Iqbal
Nazm
saqi-nama
KHudii ke nigahbaa.n ko hai zahr-naab
vo naa.n jis se jaatii rahe us kii aab
Allama Iqbal
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR ".nhab"
MORE MATCHES FOR ".nhab"
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
kisii kaa zulf ko lahraa ke chalnaa uf tauba
sharaab-e-naab azal ke nashe me.n mast parii
Shahzad Qais
Ghazal
har-bun-e-muu se dam-e-zikr na Tapke KHuu.n naab
hamza kaa qissa hu.aa ishq kaa charchaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
chhalak rahii hai mai-e-naab tishnagii ke liye
sa.nvar rahii hai tirii bazm barhamii ke liye
Zehra Nigaah
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chashm-e-siyaah me.n vo talaatum hai nuur kaa
jaise sharaab-e-naab me.n jauhar suruur kaa
Josh Malihabadi
Ghazal
aave jo mastaba me.n to sun lo ki raah se
vaa.iz ko ek jaam-e-mai-e-naab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
mai.n ne paayaa hai ise ashk-e-sahar-gaahii me.n
jis dur-e-naab se KHaalii hai sadaf kii aaGosh
Allama Iqbal
Ghazal
phir KHuun-e-KHalq o gardan-e-miinaa bachaa.iyo
par chal pa.Daa hai zikr-e-mai-e-naab dekhnaa
Ahmad Faraz
Qita
kal apne muriido.n se kahaa piir-e-muGaa.n ne
qiimat me.n ye ma.anii hai dur-e-naab se dah-chand
Allama Iqbal
Ghazal
tumhaaraa Gam bhii miTaatii hai.n mastiyaa.n ki nahii.n
sharaab-e-naab ke maaro ko.ii to baat karo
