SEARCH RESULTS
Showing search results for ".nhab"
Nazm MATCHES FOR ".nhab"
Nazm
saqi-nama
KHudii ke nigahbaa.n ko hai zahr-naab
vo naa.n jis se jaatii rahe us kii aab
Allama Iqbal
Nazm
apni malka-e-suKHan se
chashm-e-siyaah me.n vo talaatum hai nuur kaa
jaise sharaab-e-naab me.n jauhar suruur kaa
Josh Malihabadi
Nazm
ai dil-e-betab Thahar
mutlaq-ul-hukm hai shiiraaza-e-asbaab abhii
saaGar-e-naab me.n aa.nsuu bhii Dhalak jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pand-nama
KHud ko Garq-e-sharaab-e-naab na kar
dekh apne ko yuu.n KHaraab na kar
Josh Malihabadi
Nazm
mir ho mirza ho mera ji ho
yaad vo ishrat-e-KHuu.n-naab kise
fursat-e-KHvaab kise
Noon Meem Rashid
Nazm
sawan ke mahine
baarish thii lagaataar to yuu.n gard thii mafquud
jis tarah mai-e-naab se dhul jaate hai.n siine
Josh Malihabadi
Nazm
ek alamat
zauq darkaar hai qatre ko guhar karne me.n
ye mai-e-naab pur-asraar bhii hai tez bhii hai
Mustafa Zaidi
Nazm
paigham eid
apnii aa.nkho.n me.n KHamistaan-e-mai-e-naab liye
apne aariz pe bahaar-e-gul-e-shaadaab liye
Hafeez Banarasi
Nazm
holi
chaman me.n dekho to din raat holii rahtii hai
sharaab-e-naab kii gulshan me.n nahr bahtii hai
Nazeer Akbarabadi
Nazm
numaish mein
nishaat-e-ra.ng-o-buu se chuur aa.nkhe.n
sharaab-e-naab se labrez saaGar
Asrarul Haq Majaz
Nazm
nazr-e-Khaalida
ahl-e-mahfil ke liye mushkil hai ab taab-e-nashaat
aaj paimaano.n se chhalkegii mai-e-naab-e-nashaat
Asrarul Haq Majaz
Nazm
shabab-e-gurezan
mai-e-taaza-o-naab haasil nahii.n hai
to kar luu.ngaa durd-e-tah-e-jaam pii kar guzaaraa!
Noon Meem Rashid
Nazm
madam
zulf kii chhaa.nv me.n aariz kii tab-o-taab liye
lab pe afsuu.n liye aa.nkho.n me.n mai-e-naab liye
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dawat-e-inqilab
vo KHaak ho ki jis me.n mile.n reza-haa-e-zar
vo sang ban ki jis se nikalte hai.n la.al-e-naab
Syed Wahidudeen Salim
Nazm
shri guru-nanak
nasha-e-husn-e-haqiiqii se the madhosh-e-azal
baada-e-naab se sarshaar guruu-naanak the