SEARCH RESULTS
Showing search results for ".njat"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".njat"
Nazm
saza
mai.n ne ye kab kahaa thaa mohabbat me.n hai najaat
mai.n ne ye kab kahaa thaa vafaadaar hii raho
Jaun Eliya
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
abhii giraanii-e-shab me.n kamii nahii.n aa.ii
najaat-e-diida-o-dil kii gha.Dii nahii.n aa.ii
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR ".njat"
MORE MATCHES FOR ".njat"
Sher
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Sher
Gam hai na ab KHushii hai na ummiid hai na yaas
sab se najaat paa.e zamaane guzar ga.e
Khumar Barabankavi
Marsiya
lekin na hu.egii mire ummat kii phir najaat
mahbuub-e-haq nisaar tire nuur-e-ain par
Meer Anees
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tumhaare Gam ke sivaa aur bhii to Gam hai.n mujhe
najaat jin se mai.n ik lahza paa nahii.n saktaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
KHizr-e-rah
mor-e-be-par haajate pesh-e-sulaimaane mabar
rabt-o-zabt-e-millat-e-baizaa hai mashriq kii najaat