SEARCH RESULTS
Showing search results for ".nqh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".nqh"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".nqh"
Sher
sunte rahe hai.n aap ke ausaaf sab se ham
milne kaa aap se kabhii mauqa.a nahii.n milaa
Nooh Narvi
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
KHatm ho jaa.egaa lekin imtihaa.n kaa daur bhii
hai.n pas-e-noh parda-e-garduu.n abhii daur aur bhii
Allama Iqbal
Ghazal
ye pairahan jo mirii ruuh kaa utar na sakaa
to naKH-ba-naKH kahii.n paivast resha-e-dil thaa
Fahmida Riaz
Ghazal
Kabeer
Sher
milnaa jo na ho tum ko to kah do na mile.nge
ye kyaa kabhii parso.n hai kabhii kal hai kabhii aaj
Nooh Narvi
Ghazal
tuufaan-e-nuuh bhii ho to mil jaa.e KHaak me.n
allaah re Gubaar tiraa pur Gubaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
mujhe chāk-e-jeb-o-dāman se nahīñ munāsibat kuchh
ye junūñ hī ko mubārak rah-o-rasm-e-āmiyāna
Jigar Moradabadi
Sher
vo KHudaa.ii kar rahe the jab KHudaa hone se qabl
to KHudaa jaane kare.nge kyaa KHudaa hone ke ba.ad
Nooh Narvi
Sher
kahii.n na un kii nazar se nazar kisii kii la.De
vo is lihaaz se aa.nkhe.n jhukaa.e baiThe hai.n
Nooh Narvi
Sher
dil ke do hisse jo kar Daale the husn-o-ishq ne
ek sahraa ban gayaa aur ek gulshan ho gayaa
Nooh Narvi
Sher
Nooh Narvi
Mazahiya
'arz kii mai.n ne ki ai lazzat-e-jaa.n raahat-e-ruuh
ab zamaane pe nahii.n hai asar-e-aadam-o-nuuh


