SEARCH RESULTS
Showing search results for ".zlan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".zlan"
Nazm
shikwa
KHanda-zan kufr hai ehsaas tujhe hai ki nahii.n
apnii tauhiid kaa kuchh paas tujhe hai ki nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
shauq-e-parvaaz me.n mahjuur-e-nasheman bhii hu.e
be-amal the hii javaa.n diin se bad-zan bhii hu.e
Allama Iqbal
Ghazal
husn aur us pe husn-e-zan rah ga.ii bul-havas kii sharm
apne pe e'timaad hai Gair ko aazmaa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".zlan"
Nazm
muhasara
mire Ganiim ne mujh ko payaam bhejaa hai
ki halqa-zan hai.n mire gird lashkarii us ke
Ahmad Faraz
Ghazal
huu.n qatra-zan ba-vaadii-e-hasrat shabaana roz
juz taar-e-ashk jaada-e-manzil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dil KHuun ho chukaa hai jigar ho chukaa hai KHaak
baaqii huu.n mai.n mujhe bhii kar ai teG-zan tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
zabaana-zan thaa jigar-soz tishnagii kaa azaab
so jauf-e-siina me.n dozaKH u.nDel lii mai.n ne
Jaun Eliya
Sher
vajuud-e-zan se hai tasviir-e-kaa.enaat me.n ra.ng
isii ke saaz se hai zindagii kaa soz-e-daruu.n
