SEARCH RESULTS
Showing search results for ".zon"
MOST RELEVANT MATCHES FOR ".zon"
Nazm
shikwa
KHanda-zan kufr hai ehsaas tujhe hai ki nahii.n
apnii tauhiid kaa kuchh paas tujhe hai ki nahii.n
Allama Iqbal
Nazm
jawab-e-shikwa
haath be-zor hai.n ilhaad se dil KHuugar hai.n
ummatii baa.is-e-rusvaa.i-e-paiGambar hai.n
Allama Iqbal
Sher
ishq par zor nahii.n hai ye vo aatish 'Gaalib'
ki lagaa.e na lage aur bujhaa.e na bane
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR ".zon"
Ghazal
charaaGo.n kii lau se sitaaro.n kii zau tak
tumhe.n mai.n miluu.ngaa jahaa.n raat hogii
Bashir Badr
Ghazal
sarfaroshii kii tamannaa ab hamaare dil me.n hai
dekhnaa hai zor kitnaa baazuu-e-qaatil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
ishq par zor nahii.n hai ye vo aatish 'Gaalib'
ki lagaa.e na lage aur bujhaa.e na bane
Mirza Ghalib
Sher
sarfaroshii kii tamannaa ab hamaare dil me.n hai
dekhnaa hai zor kitnaa baazu-e-qaatil me.n hai
Bismil Azimabadi
Ghazal
jalte diyo.n me.n jalte gharo.n jaisii zau kahaa.n
sarkaar raushnii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Nazm
aurat
zof-e-ishrat se nikal vahm-e-nazaakat se nikal
nafs ke khii.nche hu.e halqa-e-azmat se nikal