SEARCH RESULTS
Showing search results for "KHuu.n-baar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "KHuu.n-baar"
Ghazal
shariik-e-KHalvat-e-KHuu.n-baar tho.Dii hotaa hai
ye shahr Gam kaa, nigah-daar tho.Dii hotaa hai
Khalid Moin
Ghazal
yaar ko diida-e-KHuu.n-baar se ojhal kar ke
mujh ko haalaat ne maaraa hai mukammal kar ke
Aslam Kolsarii
Ghazal
vo to gayaa ye diida-e-KHuu.n-baar dekhiye
daaman pe ra.ng-e-pairahan-e-yaar dekhiye
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
yuu.n diida-e-KHuu.n-baar ke manzar se uThaa mai.n
tuufaan uThaa mujh me.n samundar se uThaa mai.n
Dilawar Ali Aazar
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "KHuu.n-baar"
Ghazal
KHuu.n-baar chashm kyo.n na ho unvaan-e-aarzuu
sarf-e-junuun-e-shauq hai saamaan-e-aarzuu
Saqib Rampuri
Ghazal
manzar-e-shahr hai KHuu.n-baar zaraa der se aa
ro rahe hai.n dar-o-diivaar zaraa der se aa
V. Sudhakar Rao
Ghazal
shor-angez vo KHuu.n-baar havaa bhii aa.e
aur dabe paa.nv kabhii baad-e-sabaa bhii aa.e
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
lillaahil-hamd ki muddat me.n tum ai nuur-e-nigaah
baa.is-e-raushnii-e-diida-e-KHuu.n-baar hu.e
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
uThii jo hogii kabhii dil se ko.ii dard kii lahar
hariif-e-diida-e-KHuu.n-baar ho ga.ii hogii
Zafar Akbarabadi
Nazm
payam-e-hasti
agar is majlis-getii me.n auro.n ko rulaataa hai
dil-e-dard-aashnaa-o-diida-e-KHuu.n-baar paidaa kar
Azeemuddin Ahmad
Ghazal
kyaa mubassir diida-e-KHuu.n-baar thaa
tabsira kartaa rahaa maqsuum par