SEARCH RESULTS
Showing search results for "aab-o-daane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aab-o-daane"
Ghazal
raas aa ga.ii jin ko bhiik aab-o-daane kii
vo tuyuur ab hargiz baal-o-par na khole.nge
Syed Ashoor Kazmi
PAGE MATCHES FOR "aab-o-daane"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
out of date
out of date out of date
(بطور وصفی ہائفن کے ساتھ) پرانے فیشن کا، فرسودہ۔.
daanaa-o-paanii
दाना-ओ-पानी دانا و پانی
رک : دانہ پانی .
daanaa-e-haal
दाना-ए-हाल دانائے حال
वास्तविकता जानने वाला, सच्ची हालत समझनेवाला।।
Arabic
MORE MATCHES FOR "aab-o-daane"
Ghazal
azaab-e-zehn thii ik mehr aab-o-daane par
tire nagar me.n KHushii se rahaa ko.ii bhii na thaa
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
ik parinda hu.aa aab-o-daane kii KHvaahish me.n gum
ek Tahnii ke dukh me.n havaa haath maltii rahii
Jamal Ehsani
Ghazal
use bhii vaqt kii diimak ne chaaT Daalaa hai
ulajh ke rah ga.e ham bhii to aab-o-daane me.n
Javed Mushiri
Ghazal
base chaman me.n the u.D kar qafas me.n jaa paho.nche
kashish ajiib hai qismat ke aab-o-daane me.n
Zabt Sitapuri
Sher
Waliullah Muhib
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Sher
kidhar qafas thaa kahaa.n ham the kis taraf ye qaid
kuchh ittifaaq hai sayyaad aab-o-daane kaa
Qalaq Merathi
Ghazal
vo gho.nsla bhii banaa legaa baa'd me.n apnaa
abhii hai fikr parinde ko aab-o-daane kii
Dinesh Kumar
Ghazal
vo aasmaa.n kii bulandii tak aate bhii kaise
rasaa.ii fikr kii jin kii thii aab-o-daane tak
Khan Hasnain Aqib
Ghazal
aab-o-havaa-e-shahr junuu.n-KHez thii bahut
daaman nahii.n the phir bhii hu.e taar taar log
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
ye mauj taa-ki safiine ko garm-rau rakkhe
kuchh aag KHema-e-aab-e-ravaa.n me.n rakh denaa

