SEARCH RESULTS
Showing search results for "aafat-e-dil-o-dii.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aafat-e-dil-o-dii.n"
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
dil-o-dii.n kho ke ko.ii yaas kii duniyaa na bane
na bane but ye KHudaa bhii ho.n to bandaa na bane
Abdul Kareem Shaiq
Ghazal
ik qayaamat hai bapaa shor-e-dil-e-dil-giir se
u.D ga.e Tuk.De falak ke aah kii taasiir se
Nasiri Lakhnavi
PAGE MATCHES FOR "aafat-e-dil-o-dii.n"
MORE MATCHES FOR "aafat-e-dil-o-dii.n"
Ghazal
naa-aashnaa-e-dard-e-dil-e-be-qaraar log
kyaa jaane.n aabruu-e-Gam-e-intizaar log
Pandit Vidya Ratan Aasi
Ghazal
shariik-e-haal-e-dil-e-be-qaraar aaj bhii hai
kisii kii yaad mirii Gam-gusaar aaj bhii hai
Aleem Akhtar muzaffarnagri
Ghazal
taskiin-e-dil-o-jaa.n hai agar vo ruKH-e-zebaa
us qaamat-e-zebaa me.n hai ik hashr chhupaa bhii
Hafiz Ludhiyanvi
Sher
haa.n ye to bataa ai dil-e-mahruum-e-tamannaa
ab bhii ko.ii hotaa hai ki armaa.n nahii.n hotaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
aisaa ilaaj-e-habs-e-dil-e-zaar chaahiye
ik dar fasiil-e-jaa.n me.n havaa-daar chaahiye
Azeem Haider Syed
Ghazal
ilaaj-e-dard-e-dil-e-sogvaar ho na sakaa
vo Gam-navaaz rahaa Gam-gusaar ho na sakaa
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
asar-e-aah-e-dil-e-zaar kii afvaahe.n hai.n
ya.anii mujh par karam yaar kii afvaahe.n hai.n

