SEARCH RESULTS
Showing search results for "aamil"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "aamil"
Sher
Aamil Darvesh
Ghazal
ik naqsh de ki jis se musaKHKHar ho vo parii
aisaa bhii dosto ko.ii aamil aziiz hai
Meer Hasan
Ghazal
mai.n tire naam kaa aamil huu.n vo ab jaan ga.e
haadse ab nahii.n Dhuu.nDhe.nge Thikaane mere
Bashir Farooqi
Ghazal
kal hii naqsh-e-zaa.iqa sun kar bhii ham aamil rahe
ai aziizaa.n is hayaat-e-raa.egaa.n ko ishq hai
Nazeer Akbarabadi
PAGE MATCHES FOR "aamil"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "aamil"
Nazm
safar aur musafir
qaul tum apne buzurgo.n kaa suno
is ke aamil ai mire bachcho bano
Hafiz Karnataki
Ghazal
naam-e-nek ahal-e-hukuumat ko kahaa.n haasil hu.aa
KHalq me.n mash.huur ik nau-shervaa.n aadil hu.aa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ilm kaa daura lahuu ke saath rag rag me.n rahe
jauhar-e-qaabil agar ho quvvat-e-aamil bano
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
juz marg kuchh nahii.n hai tap-e-hijr kaa ilaaj
ham naqsh chaaT kar hu.e aamil se dil uchaaT
Imdad Ali Bahr
Kulliyat
hu.aa dil ishq kii saKHtii se viiraa.n
mulaa.em chaahiye thaa yaa.n kaa aamil
Meer Taqi Meer
Ghazal
ham naa-qisho.n ke daur me.n kaamil hu.e to kyaa
uj.De hu.e ilaaqe ke aamil hu.e to kyaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
mesmerism ke 'amal me.n dahr ab mashGuul hai
maGrib-o-mashriq me.n ik ‘aamil hai ik maa’muul hai














