SEARCH RESULTS
Showing search results for "aamil"
Ghazal MATCHES FOR "aamil"
Ghazal
ik naqsh de ki jis se musaKHKHar ho vo parii
aisaa bhii dosto ko.ii aamil aziiz hai
Meer Hasan
Ghazal
mai.n tire naam kaa aamil huu.n vo ab jaan ga.e
haadse ab nahii.n Dhuu.nDhe.nge Thikaane mere
Bashir Farooqi
Ghazal
kal hii naqsh-e-zaa.iqa sun kar bhii ham aamil rahe
ai aziizaa.n is hayaat-e-raa.egaa.n ko ishq hai
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
naam-e-nek ahal-e-hukuumat ko kahaa.n haasil hu.aa
KHalq me.n mash.huur ik nau-shervaa.n aadil hu.aa
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
ilm kaa daura lahuu ke saath rag rag me.n rahe
jauhar-e-qaabil agar ho quvvat-e-aamil bano
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
juz marg kuchh nahii.n hai tap-e-hijr kaa ilaaj
ham naqsh chaaT kar hu.e aamil se dil uchaaT
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ham naa-qisho.n ke daur me.n kaamil hu.e to kyaa
uj.De hu.e ilaaqe ke aamil hu.e to kyaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Syed Muzammil Ahmad Siyah
Ghazal
mesmerism ke 'amal me.n dahr ab mashGuul hai
maGrib-o-mashriq me.n ik ‘aamil hai ik maa’muul hai
Akbar Allahabadi
Ghazal
ho gayaa apne qafas se phir 'hidaayat' pyaar kyo.n
hai giraftaar-e-fusuu.n dil lauh aamil to.D de
Hidayatullah
Ghazal
'aamil kare.n ik baar agar band to mai-kash
KHaalii kare.n sau martaba shiishe ko parii se
Habeeb Moosavi
Ghazal
vaqt kaa rahbar-numaa qazzaaq thaa har aa.ina
sach hai vo 'kaifii' tumhaare shahar kaa aamil na thaa
Mahfooz Kaifi
Ghazal
uljhii hu.ii lakiiro.n kaa ye jaal dekh kar
'aamil bhii ro pa.Daa hai mirii faal dekh kar
Aftab Shah
Ghazal
mahbuub hogaa qadmo.n me.n jo kahtaa thaa mujhe
aaya na kaam kuchh bhii vo aamil udaas hai
Ahmad Masood Quraishi
Ghazal
shaitaan aaj chain se baiThaa hai apne ghar
insaan kis gunaah kaa 'aamil nahii.n rahaa